Nahi, yeh course sab ke liye hai. Har lafz simple zuban me samjhaya gaya hai, is liye koi bhi asaani se videos ke zariya samajh aur seekh sakta hai.
Namaz ke Har ek lafz aur duaein step by step Aasan zuban me samjhayi gayi hain, taake namaz padhte waqt Maana yaad rahe aur lage ki mai Allah se baat kar raha hu.
Ji haan, yeh course ladies aur gents dono ke liye barabar faida mand hai aur ghar baithe seekha ja sakta hai.
Bilkul, aap mobile, tablet ya laptop kisi par bhi 24 ghante jab chahen videos dekh sakte hain.
Es course ka sab se bada faida yeh hai ke namaz sirf padhna nahi, balki samajh kar aur dil se padhna aa jata hai. Aur padhne me Dil bhi lagta hai.
“Pehle namaz sirf aadat thi, ab ibaadat ban gayi hai. Tarjuma itna simple hai ke har baat dil me utar jati hai.”
Thank you so much !!!
“Ghar ke kaamon ke beech namaz me tawajjoh mushkil hoti thi, lekin is course ke baad dil khud Allah ki taraf jata hai.” Aap logo ka bahut bahut Shukriya
“Namaz jaldi jaldi padh leta tha, ab thahar kar padhta hoon. Tarjuma ne meri soch badal diya Aur Allah se connection Badha diya Alhamdulillah
“Main kaafi arsey se namaz padh raha tha, lekin samajh pehli baar aayi. Yeh course har kisi ko lena chahiye.” Life me pahli bar kuchh achha kiya hu.