Jab Namaz Samajh Me Aane Lagti Hai Tab Dil Allah Ke Qareeb Ho Jata Hai

Limited Time Offer – Abhi Join Karein Aur Namaz Samajh Kar Padhen

Namaz Tarjuma Ke Saath

Sabse Zyada Puchhe Jaane Wala Sawal ?

Nahi, yeh course sab ke liye hai. Har lafz simple zuban me samjhaya gaya hai, is liye koi bhi asaani se videos ke zariya samajh aur seekh sakta hai.

Namaz ke Har ek lafz aur duaein step by step Aasan zuban me samjhayi gayi hain, taake namaz padhte waqt Maana yaad rahe aur lage ki mai Allah se baat kar raha hu.

Ji haan, yeh course ladies aur gents dono ke liye barabar faida mand hai aur ghar baithe seekha ja sakta hai.

Bilkul, aap mobile, tablet ya laptop kisi par bhi 24 ghante jab chahen videos dekh sakte hain.

Es course ka sab se bada faida yeh hai ke namaz sirf padhna nahi, balki samajh kar aur dil se padhna aa jata hai. Aur padhne me Dil bhi lagta hai.

Namaz Jannat Ki Kunji Hai Aur

Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam Ke Aankho Ki Thandhak Hai
Namaz samajh kar padhein, dil Allah ke qareeb karein۔

© 2026 • Aao Deen Seekhein 07
Privacy | Terms| Support

error: Content is protected !!